kisse pal-pal k, gum k- khushi k...
bewaqt be fazul ki baatein.
ek saajish sab kuch sahi kar dene ki,
jo kuch na bacha karne ko...
toh fariyaadien.
kahin duba h dil, jaise kashti samandar mein,
kinaare par milte h aksar, kuch purze-
yaadein.
mein khud mein jaise duniya samete baitha hu.
zinda yahan hu, par uss duniya mein jeeta hu.
bas palkein giraani hoti hain,
aur hoti hain meri-tumhari,
roz mulakatein...
phir kisse pal pal k baant-te h hum.
karte h befazul ki baatein..
phir tum chali jaati ho.
phir fariyaadein...
phir mein aankhein kholta hu
nam hoti hain..
phir yaadein...
"kuch h.. tum mein -mujhmein..
jo bhula nahi jaata bhulaane par.
aaj shart thi khud se, tumhe yaad na karne ki,
aur jeet rha tha din bhar se,
abhi hara- jo khayal mila tumhara...
sirhaane par."
bewaqt be fazul ki baatein.
ek saajish sab kuch sahi kar dene ki,
jo kuch na bacha karne ko...
toh fariyaadien.
kahin duba h dil, jaise kashti samandar mein,
kinaare par milte h aksar, kuch purze-
yaadein.
mein khud mein jaise duniya samete baitha hu.
zinda yahan hu, par uss duniya mein jeeta hu.
bas palkein giraani hoti hain,
aur hoti hain meri-tumhari,
roz mulakatein...
phir kisse pal pal k baant-te h hum.
karte h befazul ki baatein..
phir tum chali jaati ho.
phir fariyaadein...
phir mein aankhein kholta hu
nam hoti hain..
phir yaadein...
"kuch h.. tum mein -mujhmein..
jo bhula nahi jaata bhulaane par.
aaj shart thi khud se, tumhe yaad na karne ki,
aur jeet rha tha din bhar se,
abhi hara- jo khayal mila tumhara...
sirhaane par."
Nice work Shobhit :)
ReplyDeletethanks sir! Do keep visiting. :)
Delete