Featured Post

The Winter Rain.

“The faded colors of life, the dim beams of light, strange is to see, the drenched world with liquid eyes” It was a winter rain… She...

Wednesday, November 29, 2017

Kashtiyan

Kashtiyan kinaron k liye nhi banti.
Unka astitva sagar se hai.
Kinare bas yu hain- ki kuch waqt ka sahara ho.
Ki chot lage, toh kinara dundhe.
Tufaan aaye, toh kinara dhundhe.
par phir pehle hi peher chal dein sagar se milne.
Aur ek din phir sama jayein sagar mein-
Kinare ko raah takta chhod...

Woh kashti h,
Aur mein kinara.
Aur kashtiyan... kinaron k liye nhi banti. 🙂

#Randomunrelatedpoetry #hindipoetry

No comments:

Post a Comment