Woh parinda,
Jo ghonsla apna chhod kar,
Aasmaan ko chhune jata hai..
Hawaoṅ se ishq karta hai,
Badaloṅ ko dost banata hai.
Kabhi kabhi usse ghar yaad aata hai..
Woh parinda...
Khwab mein, kabhi-kabhi,
ghar ki tasveer banta hai!
Jo ghonsla apna chhod kar,
Aasmaan ko chhune jata hai..
Hawaoṅ se ishq karta hai,
Badaloṅ ko dost banata hai.
Kabhi kabhi usse ghar yaad aata hai..
Woh parinda...
Khwab mein, kabhi-kabhi,
ghar ki tasveer banta hai!
No comments:
Post a Comment